Showing posts with label Hindi Music. Show all posts
Showing posts with label Hindi Music. Show all posts
440 Volt Lyrics

440 Volt Lyrics




Haaye dil mera jaise koi dish antenna tha
Free ka bhi koi channel chalta hi na tha
Jude na the wire kahin, signal bhi na tha
Haryana mere liye Argentina tha

Dil ko mere hai jaane tune kaisi di direction
Ab naino ke TV mein hai tera hi reflection
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Chhune se tere…
Chhune se tere…
Chhune se tere…

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Sapne jo daale maine searching pe
Tere pe hi setting hui
Haan setting hui, setting hui, setting hui

Tu aaye ghoome phire hum dono
Mujhe yehi waiting hui
Haan waiting hui, waiting hui, waiting hui
Waiting hui, waiting hui, waiting hui

Dekhun tujhe toh hota hoon
Main jaane kyun attention
O bole tu jo thank you toh
Main bhi hoon no mention
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Chhune se tere…
Chhune se tere…
Chhune se tere…

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Jaagun main TV dekhun raaton ko
Gaane sikhun tere liye
Haan tere liye, tere liye, tere liye

Yeh batla kaise kaise aur kya kya
Soche tu bhi mere liye
Haan mere liye, mere liye, mere liye
Ho mere liye, mere liye, mere liye

Ho tu hai ration card mera
Tu hi mera ration..
O chori tere husn pe
Main khud ko deta bhashan
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Lag gaye, lag gaye
Lag gaye, lag gaye, lag gaye, lag gaye
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere
Chhune se tere…
Chhune se tere…
Chhune se tere…

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere



Read More
Mast Magan Lyrics

Mast Magan Lyrics

Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Ho akhiyaan kare jee hazoori
Maange hai teri manzoori
Kajra siyaahi, din rang jaaye
Teri kastoori rain jagaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye

Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan

Jogiya jog lagake
Makhra rog lagaa ke
Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye

Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam.. bas tera naam dohraaye

Odh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein Ranjha tera
Duniya zamaana, jhoota fasaana
Jeene marne ka waada saancha mera
Ho.. sheesh-mehal na mujhko suhaaye

Tujh sang sookhi roti bhaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan

Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan

Tera naam.. dohraye...
Read More
Tum Hi Ho Lyrics

Tum Hi Ho Lyrics

Hum tere bin ab reh nahi sakte
Tere bina kya wajood mera (x2)

Tujhse juda gar ho jaayenge
Toh khud se hi ho jaayenge judaa

Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tera mera rishta hai kaisa
Ik pal door gawara nahi
Tere liye har roz hai jeete
Tujh ko diya mera waqt sabhi
Koi lamha mera na ho tere bina
Har saans pe naam tera

Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tumhi ho... Tumhi ho...
Tere liye hi jiya main
Khud ko jo yun de diya hai
Teri wafa ne mujhko sambhala
Saare ghamon ko dil se nikala
Tere saath mera hai naseeb juda
Tujhe paake adhoora naa raha hmm..

Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho (x2)
Read More
Hamari Adhuri Kahani‬ Lyrics

Hamari Adhuri Kahani‬ Lyrics



Hamari Adhuri Kahani‬ - Emraan Hashmi & Vidya Balan 
Paas aaye..
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..

Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan

Hamari adhuri kahani..
Hamari adhuri kahani.. (x2)

Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani.. (x2)

Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliya hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan..

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani..

Read More
Wat Wat Wat Lyrics

Wat Wat Wat Lyrics



Chhamak chhoriya se nayanva ladawat
Wat wat wat wat wat wat wat
Ladaawat wat wat wat wat
Udat chidiya ke haldi ragad ke lagawat
Wat wat wat wat wat wat wat
Lagawat wat wat wat wat (x2)

O ri beauty, apni duty
Toh pe line maarke nibhawat hai
Chhod diyal re sarafat hai
Khud hi liyal ee aafat hai
Tohre pichhe sabse humri
Jamke ho gayeel laath lathawat aawat aawat..

Chhamak chhoriya se nayanva ladavat
Vat vat vat vat vat vat vat
Ladaawat wat wat wat wat
Udat chidiya ke haldi ragad ke lagaawat
Wat wat wat wat wat wat
Lagaawat wat wat wat wat

O.. hum humaeen se tohri battiyan
karke bakht bitaavein hain
Khudahi hanste, khudahi rote
Khudahi khudko sataave hain
Tohre kaaranbasti saari
Humka karat majaak re
Pehle yaan pe phirte the hum
Apni poori dhaak re
Dikhawat wat wat wat wat wat wat
Dikhawat wat wat wat wat wat wat

Chhamak chhoriyan se nayanva ladawat
Wat wat wat wat wat wat wat
Ladaawat wat wat wat wat
Udat chidiya ke haldi ragad ke lagawat
Wat wat wat wat wat wat wat
Lagawat wat wat wat wat

Jaan gayal ke surkhi kajra tep taap ke
Latke jhatke maar tu humka phasaave
O pari ee to bataa
Tu kon disa, tu kon muluk yun haank lejaave
Haule haule baat pe tu humri waat laga

Chhamak chhoriya se nayanva ladawat
Wat wat wat wat wat wat wat
Ladaawat wat wat wat wat
Udat chidiya ke haldi ragad ke lagawat
Wat wat wat wat wat wat wat
Lagawat wat wat wat wat

Chhamak chhoriya se nayanva ladawat
Wat wat wat wat wat wat wat
Ladaawat wat wat wat wat

Read More
Sharabi Songs Lyrics

Sharabi Songs Lyrics



Sharabi - Pyaar Ka Punchnama 2
Bartender se main ye kehta hoon
Raat bhar main nashe mein rehta hoon
Mera order repeat kar kar ke
Pilata jaa na neat bhar bhar ke
Tujhko jaana hai to ghar pe jaa tu
Kaam mera ye ek kar ke jaa tu
Re mujhko de ja tu theke ki chaabi re chaabi
Ya to main hoon sharabi ya hai botal sharabi
Chaahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi
Ya to main hoon sharabi ya hai botal sharabi
Chaahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi

Peene te mainu nafrat si
Hun chaska peh gaya peene da
Jehda laake bula nu chhad de ve
Oh kaam hai yaar kaminey da

(Daaru saare peete hain
Hum thodi jyda peete hain)

O... Peene te mainu nafrat si
Chaska peh gaya peene da
Laake bula nu, chhad de ve
Kaam hai yaar kaminey da

Ye sari duniya ghutni
Daaru na mujhse chhutni
Main khaali bottle todun
Peene se munh na modun

Ye gali hai mere yaara di
Lokan nu sohni lagdi ae
Main poori botal pi jaana
Mainu phir bhi thodi lagdi ae

Ho ya toh main hoon (sharabi!)
Ya botal hai (sharabi!)
Ho chahe jitna bhi rokun
Ye kare hai kharabi

Haan main beshaq sharab pita hoon
Cheez bilkul kharab pita hu
Log do-char ghoont peete hain
Main toh bas be-hisab pita hu

Tujhko jaana hai toh ghar pe jaa tu
Kaam mera ye ik karke ja tu
Re deja mujhko tu theke ki chaabi re chabi
Ya toh main hoon sharabi ya hai botal sharabi
Chahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi
Ya toh main hoon (sharabi!)
Ya botal hai (sharabi!)
Chahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi

Read More